⚠ Warning: Yeh video sirf educational purpose ke liye hai. Jo bhi herbal medicines aur substances isme discuss kiye gaye hain, unhe bina expert supervision ke ghar par use karna bohot dangerous ho sakta hai. Yeh sab cheezein toxic hain aur galat tareeke se use karne par serious health issues ya death tak ho sakti hai.
Iss video mein bataya gaya hai ki kaunse herbal ingredients Salman ke “dawai” mein ho sakte hain aur unka effect kya hai
In herbs ko safe banane ke liye traditional methods ka use hota hai jaise overnight soaking aur proper dilution. Lekin galat application itching, burning, ya serious skin problems cause kar sakti hai.
Yeh formulas Ayurvedic doctors aur kuch experienced barbers ko pata hote hain, par inka use sirf trained supervision mein kiya jata hai. Ye cheezein har type ke hair loss mein kaam nahi karti, sirf specific conditions jaise alopecia areata mein effective ho sakti hain.
Apne scalp aur health ke saath kabhi bhi risk mat lein. In products ko bina kisi expert ki advice ke na lagayein. Stay safe and informed! 🙏
👉 *Like, Share, aur Subscribe karein for more informative content!
#Ayurveda #HairLoss #DangerousRemedies #NuxVomica #CrotonOil #GunjaSeeds
source